QUEEN VICTORIA
Age: 124
7908 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
aur sall is baar bhi yahan nahin aaye gi aur phir kahay gi sollyyyyyyy queenuuuuu main actually yahan mahinay main aik baar hi aati hoon na mujhay pata hi nahin chala
QUEEN VICTORIA
Age: 124
7908 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Spicy Lemon Chicken
Ingredients:
2 tbsp. olive oil 1kg chicken drumsticks, skinned 10 baby onions, peeled 2 garlic cloves, crushed 1 tbsp. fresh ginger, grated 1 tsp. of each: cumin, coriander and turmeric 1 green chili, seeded and chopped 1/2 tbsp. plain flour 1 small carrot (75g), chopped 11/2 cups or 375ml water 1 cube MAGGI Less Salt Chicken Stock Juice of 1 small lemon 1/2 cup or 15g fresh coriander leaves
Preparation:
Heat oil in a large pan and fry the chicken in batches, remove from pan and set aside Add to pan the onions and cook over medium heat for 3-4 minutes. Add garlic, ginger, the spices, chili, flour and carrots. Cook with constant stirring for 1 minute Return chicken to pan, add the water, MAGGI Less Salt Chicken Stock and lemon juice. Bring to boil and simmer over low heat for 20-25 minutes or until chicken is tender Stir in the coriander leaves and serve with cooked rice.
QUEEN VICTORIA
Age: 124
7908 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
muslim said:
bakhair
i dont find aby thing wrong in it
Quran ya Hadees hamain ise rokne se mana nai karta
islam ek broad religion hai agar koi culture arab mein nai hai to is ka ye matlab nai k ham use adopt na kareen
SUBHANALLAH
plz muslim sahib tell me
1- Kya Quran main bayja ASRAF ki ijazat hai? 2- Kya Quran main mard o aurat ki MAKHLOOT MAHFILON KI ijazat hai? 3- Kya Quran main bay ja shor shraba jis say doosaron ko takleef ponhchay,is ki ijazat hai? 4- kya Quran main MUSIC, bajon, ki ijazat hai?
yeh sawal main nay is liye kiye k MUslim nay QURAN PAK ka hawala diya...other wise main nay basant ko MAZHEB k hawalay say discuss nahin kya tha.......
QUEEN VICTORIA
Age: 124
7908 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
zindagi aik aisay ghoray ki tarha hai jis per aap sawar to hain but oos ki lagam aap k hath nahin ... aap k paon oos ki rakaab main phansay hui hain kabhi jhatkay say aik paon rakaab say nikal jata hai aur hum door tak thokarain khatay hain phir doosaray jhatkay main dobara sanmbhal jatay hain....aur phir sawar ho jatay hain aur yeh chakker chalta hi rehta hai
Serves: 3-4 persons Calories: dont know Prep Time: 5 min Occasion: Any Effort: Easy
First, we will peel the mangoes and will cut it into small pieces similarly we will do it with peeches also then we will boil the milk and will add the sugar and mix it properly then we will add the fruits and serve it chilled.
(Bread k slices ko doodh main bhigo dain , baqi cheezain qeemay main mix kar lain )
Masalha banay k liye Ajza: Timatar 1/2 kg ( bareek mash kar lain ) Oil 1 cup Lemon juice 2 tsp Piyaz 1 adad Hari mirch 2 ya 3 Zeera 1 tsp Sugar 1 tsp Namak hasb-e-zaiqa
Tarkeeb : Sab se pehle karahi main oil daalain , jab oil garam ho jaye to piyaz brown kar lain phir is main mash kiye timatar , zeera , sugar , namak , lemon juice aur hari mirch daal dain aur halki aanch per rakh dain . ab doodh main bheegay slice qeemay main shaamil kar k kabab bana lain . kabab seekh kabab ki shakal main banain . tamam kabab bana kar masalhe main daal dain ooper se hara dhaniya daal kar halki aanch per 15 se 20 mint rakhain . jab tail aur masalha alag ho jaye aur gosht gal jaye to thora sa garam masalha aur hara dhaniya chirak kar utaar lain . behtreen karahi kabab tayyar hain .